Yes, but future me achha platform ho sakta hai.
Investment karke earn karna bewkufi hai.
Haa jaise log Facebook use karte h waise Steemit use kare achhe content k sath aur 3-4 saal me jab Steemit achha platform ho jayega to bahut profit dega.
Lekin kuchh log aaj k aaj karorpati banna chahte h Steemit se.
3-4 saal baad Steemit profit dega Bina investment k Jo aaj kuchh time de rhe h.
Bhai competition duniya me sab jagah hai