jee bilkul...lekin aapke liye aisa hai ki duty me aap shimla main hote hai aur jab duty jaate hai raste me toh chennai me hote...in the context of temperature.
Aap ek kaam karo agar possible ho to jute ka bora ya cotton ka bada sa parda lagao window pe aur front me use din me bhiga diya karo, it may reduce some heat
Haan wohi...june ke mahina aate hi muskil ho jayega.
Ha ji, abhi immunity boost ho raha hai es temperature pe aage ki garmi sahne ke liye 😂
jee bilkul...lekin aapke liye aisa hai ki duty me aap shimla main hote hai aur jab duty jaate hai raste me toh chennai me hote...in the context of temperature.
Ha ji😅
Bhaiya mera Laptop garam ho jaa rha hai, colling pad bhi lagaya hun...lekin fir v 34/35 degree tak jaa rha hai.
Kya karna chahiye mujhe??
Aaram khud ko bhi aur laptop ko bhai,
Agar proper air flow hai lapi ka to koi issue nahi hai, try to work on AC or cooler
acha.....AC/Cooler toh nahi hai....bus din me lapi ko band rakhna padega....
Thank you Bhai.
Aap ek kaam karo agar possible ho to jute ka bora ya cotton ka bada sa parda lagao window pe aur front me use din me bhiga diya karo, it may reduce some heat
jee...jarur...karta hun...sayad yeh acha kaam karega...