Mewar ke maharaja Samar Singh ki martu ka samachar sunkar mohammad gauri bahut parsan hua. Maharaja ke koi putar nahi tha. Sasan ki baagdor maharaani ke haath me thi. Isliye gauri ko mewar par aakarman kar us par kabza karna aasan laga. Gauri ne apne senapati ko bulakar kaha- is time mewar par maharani raaj kar rahi hai. Isliye foran mewar par chadai kar do. Gauri ki sena ke saamne mewar ki sena bahut choti thi. Jaise hi mewar ki maharaani or unke senapati ko ye khabar mili, waha Ke senapati ne turant aapat baith bulai. Anubhavu salahkaro se pucha gya ki is time par kya kadam uthana chahiye. Mantri parisad ke sabhi members ne kaha ki is time par to aap hi kuch upaay kijiye. Senapati ne kaha- seedha hi muqabala karna hoga. Lekin seedhe muqabala ka matlab hai aatamhatya.
Image Credits-https://pixabay.com/en/monument-sculpture-3388941/
You got a 3.21% upvote from @postpromoter courtesy of @dhankar!
Want to promote your posts too? Check out the Steem Bot Tracker websitevote for @yabapmatt for witness! for more info. If you would like to support the development of @postpromoter and the bot tracker please