Bhai, bhaut is dangerous cheez hain. Fungal spores and spores in general. Lung problems create karti hain. 2015 Chennai flood ke baad mein bhaut dino tak beemaar tha. us waqt mera room ke walls pure 20dino tak wet the. Phir meine dhyaanse dekha to wall ka color thoda faded laga. Paas se dekhne baad pata chal fungus hain and that's making me sick. Infection ho gaya tha. But kismat aachi thi mild tha infection.
Phir mere pharmacist dost ne bataya Spores ke baare mein. And the disease it can cause.
Matlab bhi treatment bhi mehanga. Aur time bhi jayda lagta hain. Fungal infection bahar ka anti fungal cream se theek ho jaate hain. But andurrni wale. 😱 Tabhi se mein to distance maintain karta hun. spores, fungus, algea and doosri 1000 cheezon se.
You are viewing a single comment's thread from:
Ye to darane wali chiz hai bhai. Main to bahut casually chala jata tha inke pass aur haan humare yahan to wo water logging ki wajah se almost har ghar mein seelan hai abhi. Aapki baat sunke to ab lag raha hai ki ya to is sabka parmanent treatment karna padega ya yahan se palaayan.
Aur ye photography wagerah ke liye bhi main dhyan rakhunga. Ye sab batane ke liye dhanyawaad bhai!
Dhyaan rakhna chahiye bhai. Seelan waali baat ka khyaal rakho. Ghar mein seelan ka hona theek nahi hota. Aur photography mazee se karo but apna dhyaan bhi rakho. ☮️💟