Sort:  

Haa... but yha mostly allowed h...
Btw aap kese ho...abhi Andaman hi ho ?

Haan
Thoda soch vicchar kar raha hun ki chennai wapas jaun ya naahi.. 🤣

Hahaha... andaman h hi itna mast ki wha se aane ka kiska man hoga...aur aapka to Ghar h 🤩🤩