Bhai Diwali ke do din pahale bata dete. Abhi ek saal wait karna padega..🤣🤣
The best thing about coriander is that it's easy to grow and maintain. Like you said, soil mix dont matter much as long as it's proper soil and not sand.
Idhar humare ghar mein dhaniya aagar naa ho to ladies pareshan, ki khana kaise banega. Haha!! Daniya ka bada yogdana hota hain Khaane mein khuboo lane kaa warna kuch sabzi to mere gale se nahi utarti..
💟☮️
Yaar bata deta, par itni vividhta hai humare desh mein ki kai baar kisi ka vishwas kisi aur ko dhong lag jata hai isliye kisi ko bolta hi nahin hoon. Haan ye sach hai dhaniya ugaana sach mein bahut asaan hai aur iski need itni hoti hai har din ki ise ugana anyhow sasta padta hai. Aur taste aur aroma ke alawa dhaniya daalkar hi khana ekdam party ready hota hai😄