Assalam O Alaikom Pyary Dosto
ALLAH hum Sab Ka Khaliq, Maalik aor Raaziq. ALLAH Har Cheez pr Qaadir hay. Is Naye Blog may may Aap k Saath "اللّٰه" k Zikar Karney k Fawaaid Share Karoonga. Aap In Pr Amal Kr Kay Apnay aur Dosro k Lye Buhat Kuch Haasil Kr Saktay Hay.
- Har Nimaz k Baad 100 Dafa اللّٰه Parhnay wala Saahib Baathin o Saahib Kashaf ho jata hay.
- Rozana 1000 Martaba اللّٰه Parhnay say Kamaal Yaqeen Naseeb Hota hay.
- Aaseb zada k lye kesi bartan par "اللّٰه" Us bartan ki gunjaaish k baqar likh kr us ka pani aaseb zada pr charhkin tho us musallat Shaitaan jal jata hay.
- 66 baar "اللّٰه" likh kr dho kr mareez ko pilanay say ALLAH shifa atha farmata hay. Hwaah Aaseb ka asar q na ho.
- Jo shakhs "اللّٰه" ka Zikr Muhabbat Illahi ki waja say karay ga aur shak nahi karayga wo Sahib e Yaqin may say hoga.
ALL of the Above are Copied from "Islami Wazaaif ka Encyclopedia" by "Sayyed Muzammil Hussain Naqshbani" a "Rohaani Scholar".
Thanks for Visiting my Blog Share and Follow for More "WAZAAIF".
Looks like this post is not related to finance, so I suggest you read the guidelines
https://leopedia.io/faq/#what-kind-of-content-can-i-post-on-leofinance
Posted Using LeoFinance Beta