Street food of Delhi Part-4

in #food7 years ago (edited)

Puriya bhala kisko pasand nahi aati. Naaste se lekar khaane tak me puri tarah laajwab hai. Lekin aapne kabhi farsi puri ka naam suna hai.
Nahi suna to hum aapko bata dete hai. Gujarati me farsi ka arth hota hai karara. Ab to aap samjh hi gye honge ki farsi ek karari puri hota hai. Is maida suji kaali mirch zeera aadi masale ke saath milkar banaya jaata hai. Farsi puri ka chalan aaj se nahi hai, purane time me farsi ki puri tyoharo par banane ka parchalan tha. Baad me log uska upyog naaste me karne lage. Farsi puri ka swaad lena ho to aap ise meethe ya katthe aam ke achar ke saath jarur try kare.

Image-https://givemesomespice.com/2010/01/farsi-puri-or-indian-bread-tasting-like-salted-biscuits/

Sort:  

Ye kya bakwas post hai.. 650 rs ye bakwas likhne ke. Ek meri taraf se suno -

Tatti kisko nahi aati, subah ko aaye ya shaam mein, ek dum lajawaab relief deti hai. Lekin aapne patli tatti ka naam suna hai? Tatti patli ho jaye to dawayi leni padti hai.

Man @appreciator, there are lots of people who could use 0.1% of the appreciation you've shown towards @aparna. Spread some genuine love!